Introduction-
Song Credits-
- Song- In Haathon Se Sabki Gaadi
- Film- Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
- Singer- Kishore Kumar
- Music Director- R.D. Burman
- Lyricist- Majrooh Sultanpuri
- Label- Saregema India Ltd.
Ajee Soon O Sardara Ki
Haal Hai Vadiya Vadiya
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
Haath Laa Ustaad Kyun
Kaisi Kahi Hai Waah Waah
Haath Laa Ustaad Kyun
Kaisi Kahi Hai Waah Waah
Ham Pahunche To Saari
Aafat Taal Gayi Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
Waah Arrey Waah Arrey
Waah Waah Waah Waah
(Music)
Pon Pon Motar Car Jis
Ghaadi Chhan Chhan Chhanke
Bole Apne Haath Raah
Mein Horn Ban Ke
Pon Pon Motar Car Jis
Ghaadi Chhan Chhan Chhanke
Bole Apne Haath Raah
Mein Horn Ban Ke
Pyare Hat Jaana
Niche Na Kat Jaana
Pyare Hat Jaana
Pyare Hat Jaana
Niche Na Kat Jaana
Kitnon Ki Girti Pagdi
Sambhal Gayi Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
Haath Laa Ustaad Kyun
Kaisi Kahi Hai Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
Waah Arrey Waah Arrey
Waah Waah Waah
Waah Waah Waah Waah
(Music)
Ye Ruk Jaate To Saare Dhandhe
Ruk Jaate Aay Haay Haay Haay
Ghar Se Daftar Tak
Seth Kaise Jaa Paate
Ye Ruk Jaate To Saare
Dhandhe Ruk Jaate
Ghar Se Daftar Tak
Seth Kaise Jaa Paate
Sara Karobaar Ho
Jata Bantadhaar
Arrey Maaro Saro Karobaar
Ho Gayo Re Bantadhaar Hun
Ye Samjho Inse Ye Duniya
Chal Gayiwaah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
Haath Laa Ustaad Kyun
Kaisi Kahi Hai Waah Waah
In Haathon Se Sabki Gaadi
Chal Rahi Hai Waah Waah
---
Read lyrics while listening song
👇Click Play Button to Play👇
Post a Comment