Main Sitaron Ka Tarana Lyrics In English
Introduction-
Main Sitaron Ka Tarana is a song from the 1958 movie Chalti Ka Naam Gaadi starring Ashok Kumar, Kishore Kumar, Madhubala and Anoop Kumar.The Film is Directed by Satyen Bose.
Song Credits-
- Song- Main Sitaron Ka Tarana
- Film- Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
- Singer(s)- Kishore Kumar, Asha Bhosle
- Music Director- S.D. Burman
- Lyricist- Majrooh Sultanpuri
- Label- Saregema India Ltd.
Lyrics-
By Asha Bhosle
Aaa.. Ahha Aaa..
Main Sitaron Ka Tarana
Main baharon ka fasana
Leke ik angdai mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
Main sitaron ka tarana
Main baharon ka fasana
Leke ik angdai mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
By Kishore Kumar
Roop ka tum ho khazana
Tum ho meri jaan yeh mana
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Marega bhaiya na na na na aa..
(Music)
By Asha Bhosle
Maal-o-dar bhoolkar dil jigar
Humse nishani maango na
By Kishore Kumar
Dilruba kya kaha dil jigar
Kya hai jawani maango na
Tere liye Majnu ban sakta hoon
Laila Laila kar sakta hoon
Chahe namoona dekh lo haaye
Khoon-e-dil peene ko aur
Lakht-e-jigar khane ko
Khoon-e-dil peene ko aur
Lakht-e-jigar khane ko
Yeh giza milti hai Laila
Yeh giza milti hai Laila
Tere deewane ko
Tere deewane ko
By Asha Bhosle
O ho ho josh-e-ulfat ka zamana
Laage hai kaisa suhana
Leke ik angdai mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
By Kishore Kumar
Manta hoon hai suhana
Josh-e-ulfat ka zamana
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Marega bhaiya na na na na aa..
(Music)
By Asha Bhosle
Gum bhula saaj uthaa
Raag mere roop ke tu gaaye ja
By Kishore Kumar
Aye dilruba, hoye dilruba
Haan isi andaz se farmaye ja
Geet suna sakta hoon dadra
Ginkar poore baara maatra
Chaahe namoona dekh lo haaye
Dheere se jana bagiyan mein
Dheere se jana bagiyan mein re
Bhanwra dheere se jana bagiyan mein
Hoye lalla dheeng lalla
Hoye lalla haaye
By Asha Bhosle
O ho ho tu kaala ka hai deewana
Kam hai kya tujhko bahana
Leke ik angdai mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
By Kishore Kumar
Haan yeh achchha hai bahana
Main kaala ka hoon deewana
Lekin pehle de do mera
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Marega bhaiya na na na na aa..
(Music)
By Asha Bhosle
Bekhabar pyar kar
Dhaan ki duniya kya hai dhalti chhaya hai
By Kishore Kumar
Haaye haaye haaye dilruba sach kaha
Sanch tera pyaar baaki maya hai
Tere liye jogi ban sakta hoon
Jangle jangle phir sakta hoon
Chahe namoona dekh lo haaye
Bummakak bin, bummakak bin
Bummakak bin, bum bummakak
Teri gathri mein laga chor musafir
Jaag zara, tu jaag zara
Teri gathri mein laga chor musafir
Jaag zara, tu jaag zara
Teri gathri mein laga chor chor
By Asha Bhosle
O ho ho main hoon teri jaan-e-jana
Aa mujhi se lau lagana
Leke ik angdai mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
By Kishore Kumar
Jai guru maine yeh mana
Tu hai meri jaan-e-jana
Lekin pehle de do mera
Ek dui tran char paanj
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Marega bhaiya na na na na aa..
Paanch rupaiya baara aana
Baara aanam.. baara aana..
---
Read lyrics while listening song
๐Click Play Button to Play ๐
Post a Comment